कब दूर प्रभु है हम से
करो चिंतन निर्मल मन से
सुख मिलेगा भक्ति भजन से
करने की अपने तन से।।
ये जीवन तो एक दिन जाना है
लौट कर फिर नही आना है।।
कब दूर प्रभु है हम से
करो चिंतन निर्मल मन से
सुख मिलेगा भक्ति भजन से
करने की अपने तन से।।
Kab Door Prabhu Hai Hum Se
Karo Chintan Nirmal Mann Se
Sukh Milega Bhakti Bhajan Se
Karne Ki Apne Tan Se
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Kab Door Prabhu Hai Hum Se
Karo Chintan Nirmal Mann Se
Sukh Milega Bhakti Bhajan Se
Karne Ki Apne Tan Se
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Hari Bol
Bachapan Ek Khilona
Kuchh Din Ka Swapan Salona
Jab Jaye Jawani Teri Fir
Yaad Padega Rona
Jab Aaye Tujhe Budapa
Sahate Hai Door Aapa
Aise Mit Jaye Jag Se
Jaise Paani Beech Patasha
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Hari Bol
Rishiyo Muniyo Ka Kahana
Bure Karmo Se Bachkar Rahna
Jeevan Mein Yadi Dukh Aaye
Usse Hans Hans Kar Sah Lena
Karo Prabhu Ki Sachchi Bhakti
Mile Dukh Sahne Ki Shakti
Chalna Tu Sambhal Sambhal Kar
Tujhe Mil Jayegi Mukti
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Duniya Ek Paheli
Naa Samajh Kisi Ko Aaye
Kahi Sanjh Sunahari Raate
Koi Deepak Raha Bujhaye
Koi Deepak Raha Bujhaye
Kya Khoya Kya Hai Paya
Kabhi Ye Naa Hisab Lagaya
Kya Kabhi Prem Se Tune
Ishwar Ko Sheesh Jhukaya
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Kab Door Prabhu Hai Hum Se
Karo Chintan Nirmal Mann Se
Sukh Milega Bhakti Bhajan Se
Karne Ki Apne Tan Se
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Ye Jeevan To Ek Din Jaana Hai
Laut Kar Fir Nahi Aana Hai
Pingback: bhakti aur bhajans lyrics in hinfi fonsts – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: हे प्रभु मुझे बता दो चरणों में कैसे आऊँ – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: lyrics in hindi fonts – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: जिनको तू अपना कहता है काम ना वही आए – bhakti.lyrics-in-hindi.com