ना किया हरी भजन जनम व्यर्थ खो दिया
हरी से नहीं लगन के जनम व्यर्थ खो दिया।।
ना किया हरी भजन के
जनम व्यर्थ खो दिया
हरी से नहीं लगन के
जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन
जनम व्यर्थ खो दिया
पैदा हुआ तो आयी बहार
ख़ुशी सभी को हुए अपर
उलझा जगत के धंधो में
और हरी को दिया बिसार
जग में हुआ मगन के जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन जनम व्यर्थ खो दिया
मुझ मनाता हुआ जवान
फिर भटकता यहाँ वह
भले बुरे सब कर्मा किया
किया होश में हर एक नशा
जल्दी हुआ पतन के जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन जनम व्यर्थ खो दिया
हुआ धनि तो धन का गुरुर
रूप मिला तो तन्न का गुरुर
अभिमान में फूल गया
मैं ही मैं रह गयी हज़ूर
सब कुछ भूल गया
मैं को मिला कफ़न के जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन जनम व्यर्थ खो दिया
काम करे ना हाथ और पेअर
बनाने लगे सब अपने गैर
खैर खबर कोई पूछे ना
सब का हुआ फिर मुझसे बैर
बूढ़ा हुआ बदन बूढ़ा हुआ बदन
बूढ़ा हुआ बदन के जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन जनम व्यर्थ खो दिया
ना किया हरी भजन के जनम व्यर्थ खो दिया
हरी से नहीं लगन के जनम व्यर्थ खो दिया।।
Naa Kiya Hari Bhajan Janam Vyarth Kho Diya
Hari Se Nahi Lagan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Ke
Janam Vyarth Kho Diya
Hari Se Nahi Lagan Ke
Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan
Janam Vyarth Kho Diya
Paida Hua To Aayi Bahar
Khushi Sabhi Ko Hue Apar
Uljha Jagat Ke Dhandho Mein
Aur Hari Ko Diya Bisaar
Jag Mein Hua Magan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Janam Vyarth Kho Diya
Maujh Manata Hua Javan
Fira Bhatakta Yaha Vaha
Bhale Bure Sab Karma Kiya
Kiya Hosh Mein Har Ek Nasha
Jaldi Hua Patan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Janam Vyarth Kho Diya
Hua Dhani To Dhan Ka Gurur
Roop Mila To Tann Ka Gurur
Abhimaan Mein Fool Gaya
Main Hi Main Rah Gayi Hazoor
Sab Kuchh Bhool Gaya
Main Ko Mila Kafan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Janam Vyarth Kho Diya
Kaam Kare Naa Haath Aur Pair
Banane Lage Sab Apne Gair
Khair Khabar Koi Poochhe Naa
Sab Ka Hua Fir Mujhse Bair
Booda Hua Badan Booda Hua Badan
Booda Hua Badan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Janam Vyarth Kho Diya
Naa Kiya Hari Bhajan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Hari Se Nahi Lagan Ke Janam Vyarth Kho Diya
Pingback: lyrics in hindi fonts – bhakti.lyrics-in-hindi.com