तेरे दरबार की चर्चा सुनी है हमने कानो से
पुराणो में वेदो में सब सार मिलता है
मैं जानू तू जगत जननी जगत के बोझ हारती हो
बचाती हो लाज सबकी जो भी दरबार आता है।।
ना कोई तक ना बेगुनही का सबब पूछे
जो दिल से आ गया चारणो में उसकी लाज रखती हो।।
हे जगदंबा तुम तो लाज बचाती हो
मा लाज बचाती हो तुम तो लाज बचाती हो
जो भी चरणो में आता है।।
Tere Darbar Ki Charcha Suni Hai Humne Kaano Se
Purano Mein Vedo Mein Sab Saar Milta Hai
Main Jaanu Tu Jagat Janani Jagat Ke Bojh Harti HO
Bachati Ho Laaj Sabki Jo Bhi Darbar Aata Hai
Na Koi Tak Na Begunahi Ka Sabab Pooche
Jo Dil Se Aa Gaya Charno Mein Uski Laaj Rakhti Ho
Hey Jagdamba Tum To Laaj Bachati Ho
Maa Laaj Bachati Ho Tum To Laaj Bachati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Laaj Bachati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Rasta Dikhati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Laaj Bachati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Jag Hai Ishare Mein Tere
Tu Pal Mein Palat De Saare Fere
Bin Maange Bhi Milta Hai
Man Kamal Sa Khilata Hai
Vishwash Jagati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Vishwash Jagati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Man Bojhil Hua Jab Bhi
Tere Mandir Mein Aata Hoon
Kabhi Chot Lagi Dil Pe
Tujhko Hi Bulata Hoon
Maa Gyan Jagati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Laaj Bachati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Maa Bhav Ki Bhookhi Hai
Pal Mein Reejh Jaati Hai
Tu Bhandar Hai Daya Ki Maa Jag Janata Hai
Tumhaari Jyoti Ki Mahima Ko Sab Pahchanta Hai
Jaha Naari Ki Pooja Ho Vahi Basti Ho Jagjanani
Mahamaari Mein Tu Rakshak Hai Ye Dil Manta Hai
Maa Bhav Ki Bhookhi Hai
Pal Mein Reejh Jaati Hai
Nirdosh Ki Hai Janani
Toote Ko Uthati Hai
Ye Jag Hai Ishare Mein Tere
Pal Mein Palat De Sab Fere
Paire Bhi Tuhi Bede Bhi Tuhi
Jeevan Bhi Tuhi Bhav Bhi Tere
Sansaar Tuhi Majhdhar Tuhi
Navik Bhi Tuhi Patwar Tuhi
Maa Bhav Ki Bhookhi Hai
Pal Mein Reejh Jaati Hai
Nirdosh Ki Hai Janani
Toote Ko Uthati Hai
Aanchal Bhar Jaati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Mata Rasta Dikhati HO
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Vishwas Jagati Ho
Jo Bhi Charno Mein Aata Hai
Har Kasht Mitati Ho
Jo bhi Charno Mein Aata Hai
Pingback: सिंह चढ़ी आ जाओ मईया – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Ambey Rani Teri Mahima Gaungi – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Top 25 Durga Ji Bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: durga mata ke bhajan lyrics in hindi – bhakti.lyrics-in-hindi.com