Aaye Aaye Mayya Ke Navrate
Main Kanjaka Baithaungi
Aaye Aaye Mayya Ke Navrate
Main Kanjaka Baithaungi
Nau Roopo Mein Aayi Meri Maiya
Main Darshan Paungi
Laal Chunariya Gote Wali
Main Maiya Ko Odhaungi
Halwa Puri Meva Mishri
Ka Main Bhog Laungi
Bhakt Maa Ke Kare Jagraate
Main Jyot Jagaungi
Aaye Aaye Mayya Ke Navrate
Main Kanjaka Baithaungi
Nau Roopo Mein Aayi Meri Maiya
Main Darshan Paungi