Beparda Nazar Aaye
Jo Mujhko Mere Sanware
Maine Poochha Baba Aapka
Parda Kya Hua
Bhakt The Darbar Mein
Parda Gira Diya
Waqt Hai Tera Behisab
Shyam Parda Karo
Waqt Hai Tera Behisab
Shyam Parda Karo
Aur Uss Per Ye Sabab
Shyam Parda Karo
Kundan Tum Aagaye Ho Naa
Baba Ke Fer Mein
Kahte Naa The Jai shri Shyam
Ab To Japne Lage
Ab To Japne Lage
Jai Shri Shyam
Matalab Chhupa Hua Hai
Yaha Har Sawal Mein
Sanware Se Milane Ko Aaj
Tum Bhi Aane Lage
Bhakt Hai Tera Behisab
Shyam Parda Karo
Aur Uss Per Ye Sabab
Shyam Parda Karo
Waqt Hai Tera Behisab
Shyam Parda Karo
Singer – Divesh Singh Kundan