bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Atak Gaya Mann Shyam
Mera Teri Latkan Mein
Singer: Ram Shankar Ji
Atak Gaya Mann Shyam
Mera Teri Latkan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Paar Jigar Ke Kajal Ki
Ye Dhaar Hue
Bandh Gaya Dil Deewana
Baaju Bandhan Mein
Atak Gaya Mann Shyam
Mera Teri Latkan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Karke Jab Tirchhi
Nazariya Muskuraye Tu
Dil To Kya Hai Atma
Mein Aaye Jaye Tu
Gaal Makkhan Se Hai
Teri Chaal Mastani
Chaand Sharma Jaye
Mukhda Aesa Noorani
Tere Peechhe Dolu
Teri Galiyan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Bandh Gaya Dil Deewana
Baaju Bandhan Mein
Jai Ho Krishan Jai Shri Krishna
Atak Gaya Mann Shyam
Mera Teri Latkan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Paar Jigar Ke Kajal Ki
Ye Dhaar Hue
Bandh Gaya Dil Deewana
Baaju Bandhan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Tu Mujhe Mil Jaye
Jo Fagun Ke Mele Mein
Bheegna Hai Sang
Tere Pyare Akele Mein
Apne Rang Mein Rang Dena
Tu Mujhko Sanwariya
Pichkari Ka Kaam Karegi
Teri Bansuriya
Aa Jaunga Main Fir
Teri Batiyan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Mor Pankhi Ka Mukut
Paav Mein Paijaniya
Bik Gaya Bin Daam
Mere Shyam Ye Baniya
Baandh Lee Jab
Gyaras Ke Din Jab
Jaipuri Pagadi
Jhoom Ke Jab
Thumka Lagaya
pahan Ke Tagadi
Lut Gaye Laakho
Teri Kamar Ki Lachkan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Atak Gaya Mann Shyam
Mera Teri Latkan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Paar Jigar Ke Kajal Ki
Ye Dhaar Hue
Bandh Gaya Dil Deewana
Baaju Bandhan Mein
Kaala Jaadu Hai
Inn Kali Ankhiyan Mein
Pingback: bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Jispe Dil Mera Atak Gaya Vrishubhanu Ki Vo To Chhori Hai Bhakti bhajans Sri Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Bhakti bhajans Sri Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com