Bajrang Baliji Aapne Jalwa Dikha Diya Hanuman Bhajan

Bajrang Baliji Aapne Jalwa Dikha Diya
Lanka Mein Jaake Aapne Danka Baja Diya

Bajrang Baliji Aapne Jalwa Dikha Diya
Lanka Mein Jaake Aapne Danka Baja Diya

Haran Hua Sita Ka Pata Lagaya Aapne
Ramji Ke Charano Mein Jeevan Bita Diya

Bajrang Baliji Aapne Jalwa Dikha Diya
Lanka Mein Jaake Aapne Danka Baja Diya

Shakti Lagi Lakhan Ke Booti Ghot Pilayi
Shri Ramji Ki Kripa Se Lakshman Bacha Liya

Bajrang Baliji Aapne Jalwa Dikha Diya
Lanka Mein Jaake Aapne Danka Baja Diya

Leave a Reply