Jaikara Veer Bajrangi Ka
Jaikara Salasar Ke Maharaj Ka
Jaikara Mehandipur Ke Dham Ka
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Lata Pata Jee Lata Pata
Ek Haath Khadtali Baje
Dooja Var Mudra Mein Saaje
Bhakti Ka Maan Naa Kabhi Ghata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Lata Pata Jee Lata Pata
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Tan Pe Laal Langota Sohe
Gada Tihari Manva Mohe
Are Bhoot Pret Jhat Se Door Hata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Lata Pata Jee Lata Pata
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Ram Naam Ki Chadar Odhi
Bhakt Janan Ki Aash Naa Todi
Ram Dikhaye Jab Hardaye Fata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Lata Pata Jee Lata Pata
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Saaje Hai Sindur Ki Laal
Ada Kamal Singh Har Ek Nirali
Lakkha Ne Jab Naam Rata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata
Lata Pata Jee Lata Pata
Bajrangbali Ki Dekh Chhata
Mera Man Ho Gaya Lata Pata