Bela Chameli Atar Mogra Maine Chun Chun Banaye Gulaab Gajra

Bela Chameli Atar Mogra
Maine Chun Chun
Banaye Gulaab Gajra

Bela Chameli Atar Mogra
Maine Chun Chun
Banaye Gulaab Gajra

Main Bindi Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Chudi Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Jhumki Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Kardhan Le Aayi
Hey Maiya Toye

Baari Dukaniya Se
Sindor Dibiya
Main To Maiya Ke Laane
Le Aayi Churiya

Main Saari Ae Maiya Toye
Main Choli Le Aayi
Ae Maiya Toye

Unchi Pahadiya
Tori Madiya Re
Mainto Haar Gayi Maiya
Chadat Seediya

Main Mundri Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Bichhiya Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Payal Le Aayi
Hey Maiya Toye

Hot Bhinsaare Baje Damroo Re
Ho Maayi Payal Ke
Tore Baje Ghungharoo

Main Mehandi Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Mahavar Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Mehndi Le Aayi
Hey Maiya Toye

Mandir Mein Yogi Bajaye Ghanti Re
Aaj Karna Daya Maa Ran Chandi

Main Nibua Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Jhande Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Nariyal Le Aayi
Hey Maiya Toye
Main Kalse Le Aayi

Bela Chameli Atar Mogra
Maine Chun Chun
Banaye Gulaab Gajra

This Post Has 2 Comments

Leave a Reply