Budape Mein Karega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Parayi Peer Harega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Bhajan Kar Ram Sita Ka
Charit Manas Puneeta Ka
Yahi Updesh Gita Ka
Karam Karle Jawani Mein
#Singer – Joginder Hungama
Budape Mein Karega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Moh Maya Mein Dhoka Hai
Kisi Ka Kya Bharosa Hai
Are Nirlajj Mauka Hai
Sharam Karle Jawani Mein
Budape Mein Karega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Parayi Peer Harega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Deeya Aashish Kripa Maye
Kiya Gurudev Ne Nirbhay
Bhajan Bin Vjra Hai Harday
Naram Karle Jawani Mein
Budape Mein Karega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Parayi Peer Harega Kya
Dharam Kar Tu Jawani Mein
Pingback: Dekho Ram Ayodhya Aaye Awadh Ke Jhoome Nar Naari – bhakti.lyrics-in-hindi.com