Jisne Bhi Maa Ki Bhakti
Dil Mein Jagali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiyaji Sherowali Hai
Jisne Bhi Maa Ki Bhakti
Dil Mein Jagali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiyaji Sherowali Hai
Jay Kali Maa Jay Durge Maa
Jay Jay Ambey Maa
Chamke Jo Lakho Bhanu Shashi
Maiya Ka Mukhda Aesa lage
Jisne Bhawani ke Darshan Kiye
Soya Naseeba Uska Jage
Jo Bhav Bhandhan Ko Kaate
Vo Jyota Wali hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiyaji Sherawali Hai
Hatho Mein Pooja Ki Thaali Liye
Dar Pe Suhaagan Teri Khadi
Maa Ki Kripa Jispe Bhi Rahe
Milti Usi Ko Ye Shubh Ghadi
Vinti Apne Bhakto Ki Mahima Ne Taali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Ji Sherowali Hai
Jay Kali Maa Jay Durge Maa
Jay Jay Ambey Maa
Tu Meri Maiya Main Beta Tera
Janamo Janam Ye Nata Rahe
Avinash Teri Vaani Madhur
Sur Taal Mein Tu Gata Rahe
Teri Hi Daya Se Bisariya
Ab Kalam Uthali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Ji Sherowali Hai