bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Suno Suno Re Suno Sakhi
Main Chali Vrindavan Dhaam
Yamuna Jal Snan Karungi
Kunjo Mein Vishram
Hari Nikunj Mein Bhajan Karungi
Simiran Aatho Yaam
Madhup Sakhi Bhakti Mangungi
Aur Thakur Se Vardan
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Braj Raj Ka Sandesh Hai Aaya
Chali Main Vrindavan Ko Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Braj Raj Ka Sandesha Hai Aaya
Chali Main Vrindavan So Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Mor Mukut Peetambar Dhaari
Murali Dhar Mero Banke Bihari
Baar Baar Mere Sapno Mein Aaya
Braj Raj Ka Sandesh Hai Aaya
Chali Main Vrindavan Ko Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Muh Mere Ki Baat Naa Toko
Jag Walo Mera Raah Naa Roko
Shyam Sanwra Mere Man Bhaya
Braj Raj Ka Sandesha Hai Aaya
Chali Main Vrindavan Ko Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Bawari Hoye Kamali Hoyi
Prem deewani Pagali Hoyi
Shyam Bihara Bada Hi Sataya
Braj Raj Ka Sandesha Hai Aaya
Chali Main Vrindavan Ko Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya
Madhup Yahi Man Ki Abhilasha
Kewal Hari Darshan Ki Aasha
Mera Jag Se Jee Bhar Aaya
Braj Raj Ka Sandesha Hai Aaya
Chali Main Vrindavan Ko Chali
Mere Banke Bihari Ne Bulaya