Cham Cham Nache Re Joganiya Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Aankho Mein Kajra Baalo Mein Gajra
Naak Mein Sohe Nathuniya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Maathe Mein Bindiya Gale Mein Harwa
Kamar Mein Sohe Kardhaniya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Hath Mein Kagna Paav Mein Paijaniya
Odhi Hai Laal Chunariya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Baahre Langurva Hanumat Naache
Charno Ki Let Balaiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Roop Niharu Main Pal Pal Maiya
Jas Gau Main Tohari Duariya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Cham Cham Nache Re Joganiya
Maiya Tere Bhuwan Mein

Leave a Reply