Darti Par Utar Aate Hai
Daya Aur Kripa Karne
Pitar Mere Pitar Mere
Pitra Dev Ko Pitra Paksha Mein
Karte Hai Sab Shraddha Tarpan
Poorvajo Ko Karte Naman Sab
Milkar Karte Hai Sab Pind Arpan
Vo Khush Honge Phoole Naa Samate Hai
Pitar Mere Pitar Mere
Shraddha Pita Ka Ved Shashra
Aur Purano Mein Bhi Gaya
Pitar Devta Hai Hum Sabke Ye
Hum Sabko Bataya Gaya
Unse Mila Tan Sabka Jeevan
Jo Sabko Sunate Hai
Pitar Mere Pitar Mere
Kaala Til Aur Dhoodh Chawal Se
Pitro Ka Pind Nirmit Kare
Vipra Ko Bhojan Dakshina Se
Apna Jeevan Chamatkrit Kare
Phoolo Phaloge Devendra
Yahi Gaate Hai
Pitar Mere Pitar Mere
Darti Par Utar Aate Hai
Daya Aur Kripa Karne
Pitar Mere Pitar Mere
- Kisi Ke Kaam Naa Aaye To Zindagi Kya Hai
- Rakhi Ka Tyohar Bhaiya Aa Jao
- Hai Geeta Ka Saar Beti Ganga Jaisi Dhar Beti
- Rakhi Ki Laaj Bachana Behna Ko Bhool Naa Jana
- Zindagi Kiraye Ka Ghar Hai Ek Din Badalna Padega
- Jag Mein Uncha Pyar Balam Pyar Karo To Aesa Karna
- Kya Tan Manjta Re Ek Din Maati Mein Mil Jana
- Kabhi Na Badlega Bhagwan Kitna Badal Gaya Insaan