Tere Darbar Ka Ye Karishma Hai
Sab Ko Milta Hai Yaha Bin Maange Yaha
Jobhi Aaya Hai Yaha Gaya Naa Khaali
Tujhsa Dayavaan hai Jag Mein Kaha
Dhaam Apne Maa Bulale Mujhko
Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
Maa Apne Charno Mein Jagah De Mujhko

Mujhe Mushkilo Ne Maa Gher Liya
Mujhe Dukho Ne Maa Tabaah Kar Diya
Sabne Hi Maa Mujhse Muh Fer Hai
Sachchayi Hai Maa Mera Bada Bura Haal Hai
Mera Haal Behaal Hai
Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
Maa Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
Dhaam Apne Maa Bulale Mujhko
Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
Maa Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
Nayan Tarse Hai Maa Tere Darshan Ke Liye
Kitni Bechain Hu Maa Kaam Aane Ke Liye
Aau Jo Dwar Tere Chhodu Naa Charan Tere
Chain Aa jaye Maa Darsh Pau Jo Tere
Jagdambey Maa Tu Karde Reham
Deedar Ho Tera Ho Jo Karam
Sharaddha Ka Meri Maa Rakhle Bharam
Tujhko Teri Mamta Ki Kasam Maa O Maa
Main Janti Hu Tu Mehar Mujhpe Karegi
Jab Chaahegi Mujhe Bhi Dar Bulalegi
Dhaam Apne Maa Bulale Mujhko
Apne Charno Mein Jagah De Mujhko
- Sherowali Meri Bigdi Bana Do
- Tere Dar Pe Maa Jhuka Mera Sar
- Languriya Dhokhe Baaz Rel Me Lut Gayi Re Languriya
- Tere Charan Ki Dhuli Mathe Pe Main Rakh Du
- Maayi Laten Rahi Chhitkaye Machal Rahi Mahakali
- Mera Garib Khana Maa Tumko Bula Raha Hai Do Pal Hi Maa Aa Jao
- Tera Rasta Dekh Rahi Hai
- Tere Naam Ka Deewana Maiya Tujhe Pukare
- Bado Uncho Bano Re Toro Dhaam
- Sarv Sukh Dayini Maiya Vardayani Hey Maa Narayani Tuhi Jagtarani
- Tera Uncha Mandir Sona Maayi Lagda Hai
Pingback: Tera Ye Jagrata Hai Maiya Teri Chunar Le Aaungi – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Bholenath Ki Shadi Lyrics – Hansraj Raghuwanshi – bhakti.lyrics-in-hindi.com