Dhyan Karu Bajrang Bali
Tori Nisba Sar Gungaan Karu
Apne Donon Hath Ko Jode
Dhyan Karu Parinaam Karu
Man Mandir Mein Deep Jala Kar Sita Ram Ki Bhakti Jagau
Ram Siya Ke Sath Mein Tori Bajrang Bali Nit Arati Gau
Lal Deh Lali Lasitan Mein Aise Roop Ko Sheesh Jukau
Charano Mein Mahavir Tumhare Charo Padarth Jeevan Pau
Aisi Kirpa Karo Mujh Par Swami Main Bhi Tumhara Das Kahau
Ram Siya Ke Sath Mein Tori Bajrang Nit Aarti Gau
Akshat Chandan Pujan Vadha Archan Se Shringar Karu
Ghanta Dhwani Sang Jay Bajrang Ka Naam Japu Nit Dhyan Karu
Ruchi Ruchi Phal Aur Bhog Hai Arpan
Karalo Grahan Santosh Main Pau
Ram Siya Ke Sath Mein Tori Bajrang Bali Nit Aarti Gau
Kitno Ki Bigadi Tune Savari Kitano Ko Prabhu Tar Diyan
Kitno Ko Jivan De Kar Ke Prabhu Sankat Se Udhar Kiya
Nij Charano Mein Vasa Lo Mujhko Main Apne Man Tujhko Vasa Lo
Ram Siya Ke Sath Mein Tori Bajrang Bali Nit Aarti Gau
Pingback: Maar Diyo Re Dekho Mugdar Ghumay Ke – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Natkhat Anjani Ka Lal Lanka Mein Sangram Jeeta – bhakti.lyrics-in-hindi.com