bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Ek Se Ek Kaam Kar Dale
Tanik Naa Aaya Abhimaan
Aesa Sevak Hua Naa Hoga
Garva Se Yu Bole Bhagwan
Ek Se Ek Kaam Kar Dale
Tanik Naa Aaya Abhimaan
Aesa Sevak Hua Naa Hoga
Garva Se Yu Bole Bhagwan
Bada Hi Agya Kaari Hai Ye
Bada Hi Bhola Bhala Hai
Toofano Se Le Takkar
Nahi Kaal Se Darne Wala Hai
Jai Hanuman Jai Jai Hanuman
Suno Bharat Mera Ye Sevak
Nmara Guni Gyani Vidvaan
Aesa Sevak Hua Naa Hoga
Bharat Se Yu Bole Bhagwan
Mere Har Sankat Mein Dekho
Issne Sath Nibhaya Tha
Jab Se Mile Kesari Nandan
Kaam Nahi Ruk Paya Tha
Haran Hua Jab Sita Ka
Sagar Paar Gaya Balawan
Aesa Sevak Hua Naa Hoga
Bharat Se Yu Bole Bhagwan
Yu To Veer Aneko The Per
Aesa Naa Koi Veer Mila
Jo Kaate Hanumat Ke Teer Ko
Aesa Naa Koi Teer Mila
Shyam Sundar Bhagwan Bhakt Ke
Charano Mein Karta Pranam
Ek Se Ek Kaam Kar Dale
Tanik Naa Aaya Abhimaan
Aesa Sevak Hua Naa Hoga
Garva Se Yu Bole Bhagwan
Latest bhajans and lyrics in hindi songs and lyrics collections
Hanuman ji Bhajan Lyrics
- Dooja Nahi Hai Aapsa Baliyo Mein Hey Bali Hanumanji Bhajan By Rajnish & Anil Sharma
- Bajrangbali Snaan Kare Ganga Maiya Ki Godiya Mein By Prem Prakash Dubey
- Ek Din Bole Yu Raghurayi Hanuman Bhajan By Rajnish & Anil Sharma
- Balaji Mera Pyarya Kade To Darsh Dikhaya Kar Hanuman Bhajan By Bhai Mukesh Kumar
- Sota Maar Balaji Saare Bhoot Aur Pret Bhagave By Mona Mehta
- Anjani Ke Dulare Aaja Bharat Maa Ye Pukare Aaja Hanuman Bhajan By Mona Mehta
- Chalo Bala Ke Dwar Hoga Sabka Uddhar Hanuman Bhajan By RamKumar Lakkha
- Ghunghroo Baaje Re Bajrang Naache Re Hanuman Bhajan By Mukesh Bagda
- Ghungharu Baaje Re Bajrang Naache Re Hanuman Bhajan By Saurabh Madhukar
- Nacha Rahe Hanuman Chhama Chham By Naresh Narsi & Mona Mehta
- Hey Anjani Ke Laal Laal Tune Kardiya Bada Kamaal Hanuman Bhajan By Rajnish & Anil Sharma
Pingback: Hanuman ji Bhajan Lyrics in English – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: तेरे हाथ में बाला जी मेरी डोरी रे – bhakti.lyrics-in-hindi.com