Dhol Baje Gali Gali
Ghar Ghar Padhare Hai
Parvati Nandan
Dhol Baje Gali Gali
Chahu Disha Ye Baat Chali
Jagah Jagah Pandaal Lage Hai
Jagah Jagah Function
Ghar Ghar Padhare Hai
Parvati Nandan
Ganraja Ke Jalwe Nirale
Saare Jag Ke Hai Rakhwale
Sartaj Duniya Ke Deva Hamare
Ganpati Gajanan
Ghar Ghar Padhare Hai
Parvati Nandan
Ganpati Jee Hai
Buddhi Vinayak
Tum Sukhdayak
Tum Phal Dayak
Vighan Vinashak
Deva Hamare
Kaate Sabhi Bandhan
Ghar Ghar Padhare Hai
Parvati Nandan
Kya Brahma Vishnu
Kya Shankar
Pratham Poojya Ho
Tum Lambodar
Kaam Sabhi Ban Jayenge
Naman Karo Niranjan
Ghar Ghar Padhare Hai
Parvati Nandan