Janme Hai Bajrangi Bala
Aaj Jayanti Aayi
Aaj Jayanti Aayi
O Hanuman Jayanti Aayi
Janme Hai Bajrangi Bala
Aaj Jayanti Aayi
Aaj Jayanti Aayi
O Hanuman Jayanti Aayi
Sabne Milkar Jhoola Jhulaya
Saare Bhakto Ne Utsav Manaya
Chait Sudi Poonam Ka Din Hai
Aayi Mangal Tareekh
Mangalvar Ko Janam Liye Hai
Rudra Roop Avtaari
Anjani Maa Ke Laal Hai Janme Hai
Jag Mein Khusiya Chhayi
Bajane Lage Hai Dhol Aur Taashe
Sabne Milkar Jhoola Jhulaya
Saare Bhakto Ne Utsav Manaya
Siya Var Ram Chandra Ki Jai
Pawan Sut Hanuman Ki Jai
Bolo Bajrang Bali Ki Jai
Janme Hai Bajrangi Bala
Aaj Jayanti Aayi
Aaj Jayanti Aayi
O Hanuman Jayanti Aayi
Sabne Milkar Jhoola Jhulaya
Saare Bhakto Ne Utsav Manaya
Pingback: Balaji Jayanti Pe Dhamaal Hona Chahiye Hanuman Jayanti – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: pavanputra hanuman bhajan lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: English me Hanuman ji Bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com