bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Ek Kamra Kamre Mein Mandir
Mandir Mein Hanuman
Prabhu Mujhe Aesa Ghar Do
Hanuman Ji Mujhe Esa Bar Do
Hanuman Ji Mujhe Esa Bar Do
Ek Kamra Kamre Mein Mandir
Mandir Mein Hanuman
Prabhu Mujhe Aesa Ghar Do
Hanumanji Mujhe Aesa Var Do
Karta Rahu Din Raat Main Seva
Japu Tihaara Naam
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Aesa Ghar Do Aesa Var Do
Bhakto Ko Hanuman
Mehandipur Salasar Bala Ka
Pyara Bada Dhaam Hai
Bigadi Banana Sada
Mere Bala Ka Yahi Kaam Hai
Sankat Mochan Sab Dukh Bhanjan
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Karta Rahu Din Raat Main Seva
Japu Tihaara Naam
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Aesa Ghar Do Aesa Var Do
Bhakto Ko Hanuman
Gyarahve Rudra Ke Bala
Hanumat Jee Mere Avtaar Hai
Jai Ho Hanumanji
Kaliyug Mein Sachche Sahare
Balaji Mere Kartaar Hai
Subah Ho Yaa Shaam Ho Bala
Karu Tumhara Dhyan
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Ek Kamra Kamre Mein Mandir
Mandir Mein Hanuman
Prabhu Mujhe Aesa Ghar Do
Hanumanji Mujhe Aesa Var Do
Karta Rahu Din Raat Main Seva
Japu Tihaara Naam
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Maa Anjani Ke Pyare
Kesari Dulare Hanuman Hai
Pawan Ke Putra Hai Bala
Hiye Mein Basaye Prabhu Ram Hai
Main Bhi Tumhe Hiye Mein
Basau Gaau Gun Gaan
Prabhu Mujhe Aesa Ghar Do
Ek Kamra Kamre Mein Mandir
Mandir Mein Hanuman
Prabhu Mujhe Aesa Ghar Do
Hanumanji Mujhe Aesa Var Do
Karta Rahu Din Raat Main Seva
Japu Tihaara Naam
Prabhu Mujhe Aesa Var Do
Latest bhajans and lyrics in hindi songs and lyrics collections
Hanuman ji Bhajan Lyrics
- Hanuman Ji Mujhe Aesa Var Do Aesa Ghar Do
- Bata Do Hanuman Kaise Lanka Jali Menhandipur Balaji Song
- Balaji Ri Sawamani
- Mere Hanumat Ne Fook Dee Rawan Ki Lanka Mere Bajrang Ne
- Hanuman Mera Rakhwala Hai Baba Ram Naam Matwala Hai
- Kaisi Leela Rachai Jee Hanumat Balaji
- Shri Pretraj Chalisa – Jay Jay Pret Raj Jag Paawan
- Mori Maayi Ke Pyare Hanuman Laaj Mori Rakhiyo
- Maa Anjani Ke Laal Thoda Dhyan Deejiye
- hanuman ji bhajans lyrics Best lyrics
- Tere Poojan Ko Hanuman Bana Mehandipur Ka Dhaam
- Mehandipur Ki Mahima Ati Pawan Batlayi Re
- Sab Mangal Maye Kar Dete Hai Dakshinmukh Ke Hanuman Prabhu
- Ek Hi Tamanna Meri Sada Sang Chahu Hanuman
Pingback: Karo Bhajan Us Ram Bhakt Ke Bolo Jay Bajrang Bali – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: hanuman ji bhajans lyrics latest – bhakti.lyrics-in-hindi.com