Hey Jagnani Maa Shakti Punj
Adna Sa Das Hu Tera
Tumko Pranam Hai Mera

Hey Jagnani Maa Shakti Punj
Adna Sa Das Hu Tera
Tumko Pranam Hai Mera
Har Swas Swas Har Rom Rom Mein
Ho Bus Vaas Ho Tera
Tumko Pranam Hai Mera
Jai Ambike Jai Jagdambike
Narayani Namstute
Iss Shrasti Ke Har Anu Parmanu
Mein Maa Tum Ho Basti Jai Maa Jai Maa
Tere Maa Aksha Ke Paane Ko
Hai Sabki Aankh Tarasti
Mere Soone Harday Ke
Agaan Mein Bhi Karo Basera
Tumko Pranam Hai Mera
Hey Jagnani Maa Shakti Punj
Adna Sa Das Hu Tera
Tumko Pranam Hai Mera
Teri Jyoti Se Le Prakash
Ye Chamke Chaand Sitare
Prithvi Sagar Aakash Chale
Maa Pakar Tere Ishare
Iss Kayanat Ke Har Shay Par
Teri Maya Ka Dera
Tumko Pranam Hai Mera
Hey Jagnani Maa Shakti Punj
Adna Sa Das Hu Tera
Tumko Pranam Hai Mera
Har Yug Ki Shrasta Drasta Ho Tum
Satya Sanatan Shakti Jai Maa Jai Maa
Sab Dev Asur Manav Danav Bhi
Karte Teri Bhakti
Mamata Chhamta Ki Moorat Ho
Deepak Ne Tumhe Ghera
Tumko Pranam Hai Mera
Hey Jagnani Maa Shakti Punj
Adna Sa Das Hu Tera
Tumko Pranam Hai Mera