bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Hum Besaharo Ka Sahara Barsana Tumhara
Mera Chalta Jaha Se Gujara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Singer – Kishori Dass Kanishk Bhaiya
Hum Besaharo Ka Sahara Barsana Tumhara
Mera Chalta Jaha Se Gujara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Jab Chhod Diya Sabne Tune Hi Pala
Meri Mushkil Ghadi Mein Tune Hi Sambhala
Mujhe Apni Jaan Se Bhi Pyara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Har Gam Ko Bhool Jata Teri Galiyo Mein Aake
Mujhe Aanand Hai Milta Radha Naam Sunake
Meri Khushiyo Ka Ek Hi Aadhara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Hum To Tere Hai Deewane
Hume Jag Ki Naa Khabar
Jabse Tune Hath Pakda
Mujhe Koi Naa Fikar
Kanishk Ka Jeevan Sudhara
O Barsana Tumhara O Barsana Tumhara
Mera Chalta Jaha Se Gujara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Hum Besaharo Ka Sahara Barsana Tumhara
Mera Chalta Jaha Se Gujara
Barsana Tumhara Barsana Tumhara
Pingback: Radha Tere Kadmo Se Vrindavan Mehakta Hai Bhakti bhajans Lyrics Sri Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Vrindavan Wala Sadda Yaar Ji ##Bhakti Bhajan list of Krishna Ji bhajans Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com