bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Sunlo Anjani Maa Ke Pyare
Vinti Karte Das Tumhare
Leke Aasha Aagaye Tere Dware Balaji
Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Ab To Paar Balaji
Tum To Palchhin Mein Kardete Dhanvaan Ho
Apne Bhakto Ki Mushkil Ko Tum Karte Aasan Ho
Teri Bhakti Mein Hi Khoke
Phool Shraddha Ke Piroke
Hum Bhi Dekho Lekar Aaye Haar Balaji
Dekho Haar Balaji
Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Ab To Paar Balaji
Saare Jag Ko Guru Jano Ne Tumko Apna Banaya Hai
Koi Bhi Dukh Ka Danav Unke Nikat Kabhi Na Aaya Hai
Dukhiyo Ke O Rakhwale Tumne Sabke Sankat Taale
Chup Khade Ho Kyo Hamari Baar Balaji
Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Ab To Paar Balaji
Jo Nishtha Ke Aansu Bhahakar Charan Tumhare Dhota
Uss Nirdosh Sawali Ka To Baal Na Banka Hota Hai
Baal Na Banka Hota Hai
Reham Humpar Bhi Kuchh Khake
Ab To Daya Darash Barsake
Kardo Hamara Bhi Sukhi Sansaar Balaji
O Taran Haar Balaji
Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Ab To Paar Balaji
Kardo Ab To Paar Balaji
O Taran Haar Balaji
Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Ab To Paar Balaji
Sunlo Anjani Maa Ke Pyare
Latest bhajans and lyrics in hindi songs and lyrics collections
Hanuman ji Bhajan Lyrics
- Hum Ko Bhav Sagar Se Kardo Paar Balaji
- Kalyug Me Bala Ne Liya Awatar
- Sab Kuchh Mila Hai Na Koi Gila Hai
- Devo Mein Hai Dev Nirala Ram Bhakt Hanuman
- Balaji Tere Dware Pe Aayi
- Mata Anjani Ke Lala Balaji Uddhar Karo
- Karte Hai Jo Bhakti Sankat Mochan Hanuman Ki Unhe Fir Sankat Kaisa
- Na Mete Karma Ki Lekh Vidhata Ne Jo Likh Daari
- Jhanda Hanuman Ka Salasar Dhaam Ka
- हनुमान भजन – Hanuman Ji Bhajan Lyrics
- Jo Bole Jay Jay Kar Baba Sunege Pukar Hanumanji Bhajan
- Bala Ji Kyon Baandh Liye Paaya Mein Ghungaru Aaj
Pingback: Hanuman Ji ke Bhajan | Lyrics Hanuman ji ke – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Hanuman Aayenge Bhajan Lyrics, – bhakti.lyrics-in-hindi.com