Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
Begano Ki Iss Basti Mein
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
Hume Aur Kisi Ki Chaah Nahi
Koi Roothe To Parwaah Nahi
Bus Teri Meri Bani Rahe
Fir Charo Aur Savera Hai
Begano Ki Iss Basti Mein
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
Dilbar Tere Dil Ko Main Bhaau
Chaahat Mein Teri Mar Jaau
Teri Naam Khumari Khumari
Nanka Chadte Raht Din Rain
Teri Naam Khumari Bani Rahe
Duniya To Rain Basera Hai
Begano Ki Iss Basti Mein
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
Mehfil Teri Aabad Rahe
Tumhe Deewano Ki Yaad Rahe
Bhajano Ki Maala Bani Rahe
Nandu Charnan Vich Dera Hai
Begano Ki Iss Basti Mein
Tu Mera Hai Tu Mera Hai
Hum Tere Aashiq Hai Pyare
Ye Dil Deewana Tera Hai
- Kanha Bajaye Bansuri Yamuna Rahi Hai Nihaar
- Shyam Sundar Ab To Hum Ashiq Tumhare Ban Gaye
- Murali Ne Loot Leya Chain Kanhaiya Teri Murali Ne
- Tere Naina Bade Hai Chitchor
- Tune Kaun Se Punya Kiye Radhe Jo Shyam Tere Ghar Aate Hai
- Sanwarta Chala Gaya Radhe Tere Charan Kamal Jisne Bhi Chhu Liye Krishna Bhajan
- Sudama Milne Aaye Krishna Sudama Bhajan
- Hari Naam Ka Sumiran Kiya Karo Prabhu Ke Sahare Jiya Karo Shri Mridul Krishna Goswamiji