Jisen Bhi Ambe Maa Ne Bhi
Ambey Maa Ka Gun Gaan Kiya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya
Jisen Bhi Ambe Maa Ne Bhi
Ambey Maa Ka Ahaawan Kiya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Dhyanu Ne Jab Bhi Maa Ko Manaya
Sir Maa Ke Charno Mein Apna Chadaya
Maa Muskurayi Der Naa Lagayi
Jeevan Pradan Kiya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Shri Dhar Ne Jab Devi Maa Ko Bulaya
Ghar Aakar Maa Ne Bhandara Karvaya
Apni Rehnumayi Se Bina Halwayi Ke
Bina Halwayi Ke Bina Halwayi Ke
Pal Mein Taiyar Pakwan Kiya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Jab Devtao Ne Maa Ko Pukara
Dhar Roop Kali Ka Rakt Beej Mara
Kahe Shivang Goel Maa Hai Badi Komal
Maa Ne Anadi Ko Gyan Diya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Jisen Bhi Ambe Maa Ne Bhi
Ambey Maa Ka Gun Gaan Kiya Hai
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Maa ka Sumiran Karle Bhakto
Bigdi Teri Banegi Bigadi Teri Banegi
Kalyan Kiya Hai Re Kalyan Kiya Hai
Pingback: Aaj Daati Da Jagrata Hai – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Main Jitke Nikalu Jai Mata Ki Uathani Chahiye Toori Si – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Durga ma ke Best bhajan Lyrics in English – bhakti.lyrics-in-hindi.com