Kaise Bhoolu Main Murali Ki Taan Sanware
Kaise Bhoolu Yamuna Ka Ghaat Sanware
Aaya Holi Ka Tyohaar Ude Rang Aur Gulaal
Apni Radha Ko Bhool Gaye Shyam Sanware
Apne Kanha Ko Aesa Na Satana
Tera Kanha Hai Tera Deewana
Ajana Meri Jaan Radhike
Fagaun Ka Ye Mast Mahina Aaj Braj Mein Holi
Laal Gulabi Rang Denge Tujhko Barsane Ki Gori
Pass Mere Aana Na O Mere Shyam
Sakhiya Meri Baithi Hai Leke Gulaal
Rango Se Holi Khailayengi Aese
Ki Kardengi Laal Laal Gaal Sanware
Main Bhi Laya Hu Rango Ka Khajana
Aajana Meri Jaan Radhike
Teri Ankhiya Jaadu Bhari Hai
Jisme Shyam Samaye
Rang Nahi Ye Dil Ki Lagi Hai
Radhe Kyo Ghabraye
Mujhse Milne Aaye Jo Shyam Sanware
Rang Kyo Chhupaye Ho Shyam Sanware
Teri Inn Aadao Pe Teri Pyari Baato Mein
Radha Naa Aayegi Shyam Sanware
Mere Rango Se Bachke Ab Dikhana
Maanu Mere Shyam Sanware
Kaise Bhoolu Main Murali Ki Taan Sanware
Kaise Bhoolu Yamuna Ka Ghaat Sanware
Aaya Holi Ka Tyohaar Ude Rang Aur Gulaal
Apni Radha Ko Bhool Gaye Shyam Sanware
Apne Kanha Ko Aesa Na Satana
Tera Kanha Hai Tera Deewana
Ajana Meri Jaan Radhike