Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Gange Maiya Mein Jee Gange Maiya Mein Jee
Kumbh Ka Mela Barah Baras Mein Aaya
Gange Maiya Mein Jee Gange Maiya Mein Jee
Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Kumbh Ka Mela Barah Baras Mein Aaya
Apne Bhakto Ko Ganga Maiya Ne Bulaya
Kar Rahe Log Punya Daan Gange Maiya Mein
Gange Maiya Mein Jee Gange Maiya Mein
Ganga Maiya Aao Gote lagalo
Janmo Janmo Ke Apne Paap Mitalo
Mil Raha Sabko Vardaan Gange Maiya Mein
Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Shiv Ki Jata Se Aayi Hai Ye Ganga Mata
Hum Bhakto Ka Hai Isse Maa Bete Ka Nata
Nahake Ho Jaoge Mahaan Gange Maiya Mein
Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Gange Maiya Mein Jee Gange Maiya Mein
Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Karlo Re Bhakto Snaan Gange Maiya Mein
Pingback: bhajans sangrah hindi fonts me – bhakti.lyrics-in-hindi.com