bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam
Singer & Writer:- BALJEET SINGH
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam
Devki Kahe Mujh Abhagan Ki Jaan Hai
Vasudev Kahe Mera Tan Hai Man Hai Praan Hai
Jail Se Nikala Chhoda Gokul Ke Dhaam
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam
Yashoda Kahe Meri Aankho Ka Hai Tara
Kahe Nand Baba Mujhe Duniya Se Hai Pyara
Pala Hai Jatan Se Taj Ke Saare Aaram
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam
Radha Kahe Mere Bachpan Ka Meet
Meera Kahe Meeri Janmo Ki Preet Hai
Kiya Vishpaan Leke Sanware Ka Naam
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam
Sudama Kahe Mera Sanwara Sakha Hai
Narsi Kahe Meri Saanso Mein Basa Hai
Kahe Baljeet Jag Mein Sabka Hai Shyam
Sabka Hai Shyam Bolo Sabka Hai Shyam
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Sabka Hai Shyam Bolo Sabka Hai Shyam
Kiska Hai Shyam Bolo Kiska Hai Shyam
Shyam Ki Deewani Ye Duniya Tamam