bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Koyi Jaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Main Khud To Jaa Nahi Pau
Mera Pranam Le Jana
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Ye Kehna Murali Wale Se
Mujhe Tum Kab Bulaoge
Pade Jo Jaal Maya Ke
Unhe Tum Kab Chhudaoge
Unhe Tum Kab Chhudaoge
Mujhe Iss Ghor Dal Dal Se
Mere Bhagwan Le Jaana
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Jab Unke Samane Jao
To Unko Dekhte Rahna
Mera Jo Haal Puchhe To
Juba Se Kuchh Nahi Kahna
Juba Se Kuchh Nahi Kahna
Baha Dena Kuchh Ek Aanshu
Meri Pahchaan Le Jaana
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Jo Raate Jaag Kar Dekhe Mere
Mere Sab Khwab Le Jaana
Mere Aanshu Tadap Meri
Mere Sab Bhaav Le Jaana
Naa Le Jao Agar Mujhko
Mera Saaman Le Jaana
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Main Bhatku Dar B Dar Pyare
Jo Tere Man Mein Aaye Agar
Meri Jo Swaase Antim Ho
Meri Jo Saase Antim Ho
Vo Nikale Teri Chaukhat Per
Haridasi Hu Main Teri
Haridasi Hu Main Teri
Mujhe Bin Daam Le Jaana
Koi Jaaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Main Khud To Jaa Nahi Pau
Mera Pranam Le Jana
Koi Jaye Jo Vrindavan
Mera Paigam Le Jana
Krishna ji Bhajan Lyrics | Krishna ji ke latest bhajans Lyrics likhit me shayam bhajan Lyrics, shri Radhe shyam bhajan Lyrics
Koi Jaye Jo Vrindavan Mera Paigam Le Jana Krishna Bhajan By Shri Haridasi Happy Sharma- Ye Teere Nazar Hai Yaa Katil Nigahe Krishna Bhajan Lyrics
- Le Gayi Re Hamaro Chit Chor Kanhaiya Teri Bansuriya
- Barsana Pyara Bada Yaad Aaye Krishna Bhajan By Shri Haridasi Happy Sharma
- Raas Rachyo Hai Jamuna Ke Teere Teere Raas Racho Hai By Ajay Bhaiji
- Banke Bihari Krishna Muraari Bhajan Lyrics By Uma Lahari
- किसी ने कहीं देखा है मेरा मोहन मुरली वाला
- Tere Ahasaan Ka Badla Chukaya Jaa Nahi Sakta New Krishna Bhajan By Ritesh Shilpi
- Hari Naam Hai Papan Haari Krishna Bhajan
- सुनो हे साँवरिया सरकार तुम बिन विपदा कौन हरेगा
- Kya Madhav Ghadi Bhar Ko
- Aayi Kanha Teri Yaad Aayi
- कृष्णा तेरी बाँसुरी जादू की छड़ी
- श्याम देर पे तेरे सुदामा ग़रीब आया है
- कन्हैया कन्हैया तू रहता किधर है
- मैया कन्हैया छेड़े है मुझको
Pingback: top 70 shayam bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com