Koi Rate Priya Laal
Koi Rate Shyama Shyam
Koi Jape Sita Ram
Koi Jape Radhe Shyam
Main To Gau Shri Kunj Bihari
Shri Hari Das Naam
Koi Rate Priya Laal
Koi Jape Shyama Shyam
Koi Rate Gauri Laal
Koi Jape Shyama Shyam
Main To Gau Shri Kunj Bihari
Shri Hari Das Naam
Ek Baar Ayodhya Jau
Do Baar Dwarika
Teen Baar Jakar Triveni Mein Nahuge
Chaar Baar Chitra Kut
Nau Baar Nasik Mein
Baar Baar Jakar Badri Nath Ghoom Aauge
Koti Baar Kashi Kedar Nath Rameshwar
Gaya Jagannath Aadi Chahe Jaha Jauge
Honge Prataksha Yaha Darsh Shyam Shyama Ke
Vrindavan Sa Kahi Aanand Nahi Pauge
Koi Rate Priya Laal
Koi Jape Shyama Shyam
Koi Rate Gauri Laal
Koi Jape Shyama Shyam
Main To Gau Shri Kunj Bihari
Shri Hari Das Naam