bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Bhado Maas Ki Astami Raat
Mein Hua Krishna Avtar
Karagrah Ke Dwar Khul Gaye
So Gaye Pehare Daar
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Krishna Janmashtami Aayi
Devki Maiya Ki God Mein Kanhaiya
Leke Vasudev Chale Gokul Nagariya
Kanha Re Kanha Re
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Jhoomo Sab Nacho Re Bhai
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Krishna Janmashtami Aayi
Vasudev Soop Mein Kanha Ko Leke
Paar Kare Yamuna
Badal Bijali Toofani Varsha
Bheeshan Lage Yamuna
Shesh Naag Chhaya Karte
Kanha Pag Nikalte
Yamuna Ke Jal Mein Tab
Paav Ko Dalte
Yamunaji Jal Ko Ghatati
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Krishna Janmashtami Aayi
Gokul pahuche Kanha Ko Leke
Yashoda Ke Pass Sulate Hai
Yog Maya Ki Putri Vaha Se
Vasudev Se Le Aate Hai
Devki Ki God Mein Dete Hai
Kans Dekh Putri Ko Marane Ko Daudta
Devi Yog Maya Ka Roop Pragat Hota
Kans Ke Haath Nahi Aayi
Chunariya Maa Ki Lehariya
Tujhe Sanhaarne Wala Kans
Krishna Aagya Krishna Kanhai
Aagaya Krishna Kanhayi
Krishna Janmashtami Aayi
Badhai Ho Sabko Badhai
Krishna Janmashtami Aayi
bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com [show]
Krishna ji Bhajan Lyrics | Krishna ji ke latest bhajans Lyrics likhit me shayam bhajan Lyrics, shri Radhe shyam bhajan Lyrics
- Girdhar Mere Mausam Aaya Dharti Ke Shringaar Ka best Krishna bhajan Lyrics
- Lakho Mein Ek Lage Mere Banke Bihaari Laal best Krishna bhajan Lyrics
- Meethi Meethi Bansi Baje Vrindavan Mein best Krishna bhajan Lyrics
- Mere Naino Me Bas Jao Mere Gopal Girdhari best Krishna bhajan Lyrics
- Radha Pukare Kaha Ho Kanhaiya best Krishna bhajan Lyrics
- O Mere Sanware Hum Hue Baware best Krishna bhajan Lyrics
Pingback: Janmashtami Special Hey Nath Narayan Vasudeva best Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com