Aaya Aaya Kumbh Ka Parva Mahaan
Karlo Karol Bhakto Sangam Mein Snaan
Kumbh Laga Hai Sangam Tire
Chalo Re Bhaiya Behna
Kumb Nahane Sangam jaane Mein Aalas Karna
Chalo Re Chalo Bhaiyo Kishmat Sanwarlo
Ret Mein Ganga Jee Ki Kuchh Din Gujarlo
Teerath Raj Ki Jai Bolo
Maha Kumbh Ki Jai Bolo
Jai Bolo Jai Bolo
Prayag Raj Ki Jai Bolo
Aaya Aaya Kumbh Ka Parva Mahaan
Karlo Karol Bhakto Sangam Mein Snaan
Kumbh Laga Hai Sangam Tire
Chalo Re Bhaiya Behna
Kumb Nahane Sangam jaane Mein Aalas Karna
Chalo Re Chalo Bhaiyo Kishmat Sanwarlo
Ret Mein Ganga Jee Ki Kuchh Din Gujarlo
Mamta May karuna May Aachal Sangam Tat Pe Pasaar
Apne Bhakto Apne Bhacho Ko Maa Rahi Pukari
Sansaari Duniya Daari Jimmedaari Chhode
Sangam Tat Pe Chalo Kare Apna Jeevan Uddhar
Teerath Raj Mein Sarswati
Ganga Sang Beti Yamuna
Teerath Raj Ki Jai Bolo
Maha Kumbh Ki Jai Bolo
Jai Bolo Jai Bolo
Prayag Raj Ki Jai Bolo
Kumbh Laga Hai Sangam Tire
Chalo Re Bhaiya Behna
Kumb Nahane Sangam jaane Mein Aalas Karna
Chalo Re Chalo Bhaiyo Kishmat Sanwarlo
Ret Mein Ganga Jee Ki Kuchh Din Gujarlo
Ganga Yamuna Sarswati Ka
Nirmal Pawan Paani
Paap Taap Sab Kaat Raha
Sukh Baat Raha Vardaani
Jute Hue Hai Yahi Jagat Ke
Saare Gyani Dhyani
Bade Bhagya Se Laga Kumbh Mela
Ye Jag Kalyani
Teerath Raj Prayag Ki Dharti
Bani Dhara Ka Gehna
Teerath Raj Ki Jai Bolo
Maha Kumbh Ki Jai Bolo
Jai Bolo Jai Bolo
Prayag Raj Ki Jai Bolo
Kumbh Laga Hai Sangam Tire
Chalo Re Bhaiya Behna
Kumb Nahane Sangam jaane Mein Aalas Karna
Chalo Re Chalo Bhaiyo Kishmat Sanwarlo
Ret Mein Ganga Jee Ki Kuchh Din Gujarlo
- Kumbh Laga Hai Sangam Tire Chalo Re Bhaiya Behna
- Jinki Hai Betiyan Vo Ye Kehte Hai
- Arghya Chadhaao Prani Naman Karo Re Prani
- पैसा क्या होता इसके पीछे दुनिया भागे लेकिन ये तो सबके आगे
- Nirbhaye Nirgun Gun Re Gaaunga Gaaunga
- Sone Ki Tijori Mein Kankar Nahi Bharna
- Mela Hai Kumbh Ka Khushiya Hai Bikhari
- समय ही हसाये समय ही रुलाये
- Aaj Ravi Vaar Hai Surya Dev Ka Vaar Hai Inse Jag Ujiyaar Hai
- bhajan lyrics hindi fonts me
Pingback: Bhaiya Dooj Hai Bhai Behan Ke Prem Ka Ek Uphaar – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Aesa Kanoon Bana Diya Sidhi Hogi Fansi – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Sabkuchh Diya Prabhu Ne Fir Bhi Sabar Nahi Hai – bhakti.lyrics-in-hindi.com