bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Bahar Gaman Ka Naa Mann Mein Vichar Uthe
Chahe To Pralobhan Koi Lakho Karod De
Antim Samaye Mein Bhi Dharna Prabal Meri
Janam Janamanter Ko Atoot Prem Jod De
Peet Pat Waro Shyam Sanmukh Hamare Aaye
Lakuti Samet Nek Bhrakuti Marod De
Vrindavan Beech Mrityu Hove Jo Hamare
Vrindavan Ras Koi Mukh Mein Nichod De
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Dware Tumhare Aaya Darshan Ki Aas Laya
Darshan Ki Bheek Dedo Hu Darsh Ka Bhikhari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Mai To Hu Besahara Tera Liya Sahara
Jeevan Ki Jyot Jaage Lakh Kar Jhalak Tumhari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Apna Liya Hai Tumko Thukra Naa Dena Humko
Dware Pe Aa Gaya Hu Taj Kar Ke Duniya Saari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Hari Dasju Ki Aankho Ke Tum To Ho Nain Taare
Pagal Khada Dware Hey Prem Ke Pujari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Be Maut Mar Gaya Hu Duniya Se Karke Yaari
Lena Khabar Hamari Hari Das Ke Bihari
Krishna ji Bhajan Lyrics | Krishna ji ke latest bhajans Lyrics likhit me
- Itni Vinti Hai Tumse Kanhaiya Apni Seva Mein Mujhko Lagana
- Aaja Radha Rani Aaja Dahi Chhach Pilaja
- Shri Radhe Mohe Braj Ko Banayiyo Mor
- Je Shyama Tu Hai Nand Gao Da Mein Bhi Jatiya Punjab Di
- Kanhaiya Ek Baar To Aa Jana
- Kanhaiya Ek Baar To Aa Jana
- Kanha Barsane Mein Aa Jaiyo Bulaye Gayi Radha Pyari
- Nachna Mohan De Naal Aaj Mainu Nachlen De
- Meera Mehlon Ki Rani Deewani Ho Gayi
- फिर दूर नही बंसी वाले फिर दूर नही मुरली वाले
- ऐ श्याम मैं हार गया मुझे अपनी शरण लेलो
- कौन कहता है भगवान आते नहीं
- Vrindawan Ke Banke Bihar Hamse Parda Karo Na Murari
- Kanhaiya Tumhe Ek Nazar Dekhana Hai
- Arey Dwarpalo Kanhaiya Se Kahdo Ki
Pingback: बिन पैसे के दुनिया में आज बनती बात नही – bhakti.lyrics-in-hindi.com