Main Duniya Chhod Ke Aagaya Balaji Ke Mandir Mein

Main Duniya Chhod Ke Aagaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Duniya Chhod Ke Aagya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Saari Khusiya Paa Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Balaji Bade Kamal
Main To Hogaya Maala Maal
Meri Chandi Chandi Ho Gayi
Balaji Ke Mandir Mein

Main Soya Bhaag Jaga Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Saari Khusiya Paa Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Baba Hai Daya Ka Sagar
Ye Daani Dev Nirala

Saare Jag Ka Hai Data
Ye To Hai Bada Matwala

Main Trishna Man Ki Mita Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Saari Khusiya Paa Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Duniya Chhod Ke Aaya
Balaji Ke Mandir Mein

Saakar Hua Mera Sapna
Kismat Ka Khul Gaya Tala

Mere Dukhde Kat Gaye
Mila Jabse Ghate Wala

Main Dil Ki Baat Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Saari Khusiya Paa Gaya
Balaji Ke Mandir Mein

Main Duniya Chhod Ke Aagaya
Balaji Ke Mandir Mein

Leave a Reply