Maiya Humko Tera Bada Shara Hai

Maiya Humko Tera Bada Shara Hai
Meri Naiya Ka Tuhi Kinara Hai

Maiya Har Gul Mein Tu Gulshan Mein Hai Tu
Maa Baharo Mein Tera Nazara Hai

Maiya Humko Tera Bada Shara Hai
Meri Naiya Ka Tuhi Kinara Hai

Maiya Phoolo Mein Tu Aur Kaliyo Mein Tu
Maiya Khushboo Mein Tera Nazara Hai

Maiya Ganga Mein Tu Aur Jamuna Mein Tu
Maiya Leharo Mein Tera Nazara Hai

Maiya Chanda Mein Tu Aur Suraj Mein Tu
Maiya Jyoti Mein Tera Nazara Hai

Maiya Hardil Mein Tu Aur Dhakan Mein Tu
Sabki Aankho Mein Tera Nazara Hai

Maiya Jaldi Se Aa Ab Darshan Dikha
Saari Sangat Ne Tujhko Pukara Hai

Maiya Humko Tera Bada Shara Hai
Meri Naiya Ka Tuhi Kinara Hai

Leave a Reply