Mori Khappar Wali Kalka Maiya
Horahi Jai Jaikar
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo

Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Jab Ant Samay Aaye To
Maiya Naiya Paar Lagaiyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Ran Bhoomi Mein Kalka Maiya
Khappar Leke Hath Mein Maiya
Khadak Dhaal Se Maar Rahi Hai
Khappar Wali Maa Kahlaye
Mori Kalika Maiya
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Rakt Beej Vardaani Maiya
Ek Se Ekkeesh Hoti Maiya
Ek Bhi Khoon Boond Gire To
Danav Dal Bad Jaye Maiya
Khoon Ki Boondh Gire Naa Jami Par
Khappar Mein Bhar Laiyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Jab Ant Samay Aaye To
Maiya Naiya Paar Lagaiyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Mukh Se Jwala Maa Bhapkaye
Mundo Ki Mala Latkaye
Krodh Mata Ka Shant Naa Hove
Mahadev Jab Raah Per Soye
Pair Dhara Shiv Chhati Per
Jag Per Kripa Kariyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Jab Ant Samay Aaye To
Maiya Naiya Paar Lagaiyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Paap Nashini Tum Ho Maiya
Khappar Wali Kalika Maiya
Jispe Kripa Ho Teri Maiya
Doobe Kabhi Naa Uski Naiya
Kalka Mandal Jas Tore Gaye
Bhav Se Paar Lagaiyo
Maiya Ji Mere Man Mandir Mein Rahiyo
Deviji Mere Man Mandir Mein Rahiyo