bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Sada Bhawani Dahini
Paanch Dev Raksha Kare
Shri Brahma Vishnu Mahesh
Hari Gulabi Neeli Peeli
Chunari Chadayenge
Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Hari Gulabi Neeli Peeli
Chunari Chadayenge
Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Jai Mata Di Jai Mata Di
Jaikare Lagayenge
Meri Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Iss Darbar Ki Ajab Kahani
Saari Duniya Iski Deewani
Moorat Suhani Surat Suhani
Bhav Se Paar Kare Kalyani
Navratre Ki Bela Aayi
Maiya Ki Paiya Dhulayenge
Meri Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Maathe Mukut Kanth Mundo Ki Mala
Maate Bhawani Ka Roop Nirala
Jisne Jo Manga Kabhi Nahi Taala
Jeevan Mein Sabke Laye Ujala
Maa Hai Sherawali
Hum Sab Milkar
Sheesh Jhukayenge
Meri Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Bhav Sagar Jal Taran Tarani
Main To Hu Bus Teri Deewani
Tu Kalyani Tu Hai Daani
Tu Hai Mahisha Sur Mardani
Tu Hai Jag Ki Taran Haari
Tere Hum Gun Gaayenge
Meri Maiya Ke Dwar Jayenge
Sherawali Ke Dwar Jayenge
Latest bhajans and lyrics in hindi songs and lyrics collections
Durga Ji Bhajan Lyrics
- Shero Pe Maa Karke Sawari Apne Bhakto Ke Ghar Maa Padhari
- Shukriya Shukriya Maa Tera Shukriya
- Kali Kali Jai Ma Kali Jobhi Tujhko Dhyaye Dhyaye
- Bol Jai Mata Di
- Meri Maiya Jee Ko Bahut Pasand Hai Sitaro Wali Chunariya
- Maiya Aise Ranga Do Mori Chunri Ho Maa
- Pile Pile Bhakti Ka Pyala O Bhakta
Pingback: jai maa durga bhajan lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: durga mata ke bhajan lyrics in hindi – bhakti.lyrics-in-hindi.com