Maiyaji Teri Pyari Chunariya Re

Bhakto Ki Laagi Nazariya
Maiyaji Teri Pyari Chunariya Re

Laal Laal Bindiya Mathe Pe Chamke
Dhaye Gajab Teri Ungali Mein Heere Ki Mudariya Re

Bhakto Ki Laagi Nazariya
Maiyaji Teri Pyari Chunariya Re

Hari Hari Mehandi Hatho Mein Pyari
Laal Laal Chudi Kalai Mein Nyari
Chamke Kamar Kardhaniya Hai Pyari
Paav Mein Payalia Re

Bhakto Ki Laagi Nazariya
Maiyaji Teri Pyari Chunariya Re

Maiya Ki To Shaan Nirali
Laage Pyari Maa Sherowali
Aayi Maa Barsane Yaha Mamta Ki Badariya

Bhakto Ki Laagi Nazariya
Maiyaji Teri Pyari Chunariya Re

Leave a Reply