Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Aan Bandha Meri Maa
Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Pyar Ke Bandhan Mein
Aan Bandha Meri Maa

Mamta Ki Chhaya De Datiye
Teri Chaukhat Per
Aan Khada Meri Maa
Aan Bandha Meri Maa
Iss Paap Ke Jag Mein
Jhootha Hai Har Nata
Ghavo Ko Dikhlau
Kaise Tujhe Mata
Tu Pyar Ka Bhandar Hai Maa
Teeno Loko Mein
Naam Bada Tera Maa
Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Pyar Ke Bandhan Mein
Aan Bandha Meri Maa
Apno Ka Maara Hu
Dukhdo Se Hara Hu
Maa Thamle Mujhko
Beta Tumhara Hu
Ab Laut Ke Khali Naa Jau
Balak Ye Jid Pe
Aaj Ada Meri Maa
Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Pyar Ke Bandhan Mein
Aan Bandha Meri Maa
Maine Suna Dar Pe
Har Kaam Banta Hai
Maiya Jo Tu Karti
Koi Naa Karta Hai
Tu Pyar Se Nazare Uthade
Dekh Jara Tu Le
Mujhko Pahadi Maa
Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Pyar Ke Bandhan Mein
Aan Bandha Meri Maa
Taarif Teri Main
Kaise Karu Daati
Jag Chhod De Jinko
Unko Tu Apnati
Tere Harsh Ko Jalim
Jamane Thukraya
Sharan Pada Teri Maat
Matlab Ke Rishto Ko Tod Ke
Pyar Ke Bandhan Mein
Aan Bandha Meri Maa
Pingback: durga maiya ke bhajan lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com