Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Teri Jhaki Mein Aane Ko Kabse
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Teri Jhaki Mein Aake Lagan Se
Maiyya Sitare Bharta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Teri Jhaki Mein Aane Ko Kabse
Tera Baga Ka Banke Mor Main Nachta Jau Aur
Jab Charan Dhare Maiyya Meri
Tera Mann Bahlaya Karta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Tere Charan Kamal Pe Sheesh Jhuka
Main Aanshu Bahaya Karta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Teri Charano Ki Maiya Main Dhool
Tu Mujhko Banale Phool
Jab Bhakt Charan Mein Lagave Tujhe
Tere Charano Mein Bhakt Chadave Mujhe
Tere Charano Mein Lipta Rahta
Tere Charan Kamal Pe Sheesh Jhuka
Main Aanshu Bahaya Karta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Tere Gale Ka Banke Haar
Maiyya Pau Main Tera Pyar
Shringar Kare Maiyya Tu Meri
Main Jap Jap Japta Rahta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Tere Charan Kamal Pe Sheesh Jhuka
Main Aanshu Bahaya Karta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Teri Jhaki Mein Aake Lagan Se
Maiyya Sitare Bharta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Mann Karta Ho Mera Mann Karta
Pingback: माला मैं फूलो वाली लाया हू शेरोवली – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Top 10 Durga ji bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com