Jai Jai Ganesh Jai Jai Ganesh
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
Daya Ham Par Dikha Jao
Vighan Aakar Mita Jao
Tumhe Sevak Bulati Hai
Gajanan Ab To Aa Jao
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
Jaha Shubh Kaam Hota Hai
Pratham Tumko Bulate Hai
Sabhi Shubh Karya Hota Hai
Jaha Par Aap Aate Hai
Tumhari Mahima Gaate Hai
Safal Karaj Bana Jao
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
He Gauri Laal Shiv Nandan
Suno Vinti Hamari Bhi
Le Aao Sang Riddhi Aur Siddhi Bhi
Chhavi Dikhlau Pyari See
Savari Karke Mooshak
Thumakti Chaal Mein Aa Jao
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
Tumhare Yaad Banke Ham
Prabhu Aasha Lagaye Hai
Prem Deepak Jalaye Hai
Rakhe Laddu Mithai Sang
Bhog Aakar Laga Jau
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
Tumhe Hum Ganpati Deva
Jo Sharaddha Se Magate Hai
Tumse Varad Paate Hai
Tumhara Hi Sahara Hai
Meri Bigadi Bana Jau
Mere Kirtan Mein He Ganpati
Gajanan Ab To Aa Jao
Pingback: Ganesh Ji ke Bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com