bhajan Lyrics Bhakti- bhakti.lyrics-in-hindi.com
Kitne Ahsaan Tumhare Hai
Shyam Mere Pe
Ghanshyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Mere Shyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Yuhi Rehna Nazar
Sada Mere Pe
Ghanshyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Teri Karuna Ki Naa
Itni Haqdaar Thi
Main Khatawar Thi
Main Gunaahgar Thi
Tune Raakhi Nazariya
Sada Mere Pe
Ghanshyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Zindagi Meri Teri Karj Dar Hai
Ek Tuhi To Mera Madadgaar Hai
Main To Dungi Umariya Luta Tere Pe
Ghanshyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Har Kushi Paayi Main
Tere Darbar Pe
Jholi Bhar Ke Gayi Shyam
Har Baar Main
Paayi Tujhse Hi Jo Kuchh Hai
Shyam Mere Pe
Ghanshyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe
Yuhi Rehna Nazar
Sada Mere Pe
Mere Shyam Muraliya Wale
Main Kurban Tere Pe