Meri Kya Hai Khata Mere Balaji Bata
Meri Kya Hai Khata
Mere Balaji Bata
Aap Ke Hote Hue
Diya Mujhe Dukho Ne Sata
Meri Kya Hai Khata
Mere Balaji Bata
Main Hu Baba Das Tumhra
Sharan Aapki Aaya
Sevak Ko Vishwash Tumhara
Kyo Mujhko Thukaraya
Fir Kyo Itne Kasht
Main Pata Ye Tu Bata
Meri Kya Hai Khata
Mere Balaji Bata
Sankat Mochan Naam Aapka
Rat-ti Duniya Saari
Mere Bhi Dukhde Kaato
Hey Bajrangi Balkaari
Tum Bhakto Ke Kasht Mitate
Sabhi Ne Pata
Meri Kya Hai Khata
Mere Balaji Bata
Daas Tera Hari Ram Baisla
Sharan Aapki Aaye
Jela Sang Manoj Kalra
Bhajan Aapke Gaaye
Hardum Rehta Magan Aapki
Likh Ke Katha
Meri Kya Hai Khata
Mere Balaji Bata