Teri Kripa Se Bhakto Ke
Roshan Ho Raste
Maa Tera Ye Darbar Bus
Yuhi Saja Rahe
Bhakto Pe Bharsata Rahe
Sada Maa Tera Pyar
Sar Per Tera Ye Hath Maa
Yuhi Bana Rahe
Duniya Se Bharosa Toot Gaya
Kisi Aur Pe Ab Aetbaar Nahi
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi

Singer – Pooja Golhani
Saari Duniya Se Bhadkar Ke
Maine Maa Ke Pyar Ko Jana Hai
Tere Charno Mein Vo Jadu Hai
Ki Jhukta Sara Jamana Hai
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Maiya Tere Deewano Ne
Chauki Teri Sajayi Hai
Mamta Se Bhari Pyari Moorat
Bhakto Ke Man Ko Bhayi Hai
Main Dekhu Jaha Tak Meri Maa
Tera Ashq Nazar Aata Hai Mujhe
Nazaro Ka Meri Dosh Nahi
Mere Man Mein Tuhi Samayi Hai
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Tu Saath Rahe Kis Baat Ka Gam
Himmat Meri Bad Jaati Hai
Tere Dar Pe Sar Ko Jhukane Se
Soharat Meri Bad Jaati Hai
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Yaaro Mauji Ko Hosh Kaha
Ye Duniya Se Begana Hai
Saari Duniya Ye Kehti Hai
Ye Maiya Ka Deewana Hai
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi
Duniya Se Bharosa Toot Gaya
Kisi Aur Pe Ab Aetbaar Nahi
Meri Maa Ke Jaisa Koi Darbar Nahi