Meri Zindagi Sudhar Gayi
Shyam Tere Dware Se

Meri Zindagi Badal Gayi
Shyam Tere Dware Se
Mai Krshina Krishna Japta Hu
Krshina Krishna Japta Hu Mai
Jabse Hai Aankh Ladi
Shyam Tere Dware Se
Jab Se Tere Dware Se
Meri Jindagi Sudhar Gayi
Shyam Tere Dware Se
Vrindavan Ki Galiyan Suhayi
Barsane Ki Yaad Bhi Aaye
Meri Zindagi Badal Gayi
Shyam Tere Dware Se
Meri Zindagi Sudhar Gayi
Shyam Tere Dware Se
Dware Se Tere Dware Se
Meri Zindagi Sudhar Gayi
Meri Zindagi Badal Gayi
Shyam Tere Dware Se