Milna Ho To Mil Lo Sabhi Se
Ek Panchhi Akela Jata Hai
Mata Pita Ka Nata Kya Hai
Janam Dene Ka Nata Hota Hai
Milna Ho To Mil Lo Sabhi Se
Ek Panchhi Akela Jata Hai
Bhai Behan Ka Nata Kya Hai
Raksha Bandhan Ka Nata Hota Hai
Milna Ho To Mil Lo Sabhi Se
Ek Panchhi Akela Jata Hai
Pati Patani Ka Nata Kya Hai
Saat Fero Ka Nata Hota Hai
Milna Ho To Mil Lo Sabhi Se
Ek Panchhi Akela Jata Hai