Nazdeek Mere Aane Se Aafat Ghabrati Hai
Mere Sar Pe Mata Ki Chunari Laharati Hai

Nazdeek Mere Aane Se
Aafat Ghabrati Hai
Mere Sar Pe Jhujhan Wali Ki
Chunari Laharati Hai
Mujhko Chinta Hai Kaisi
Mere Sar Pe Maa Anchal
Apne Bhakto Ko Dukh Mein
Maa Dekh Naa Pati Hai
Mere Sar Pe Mata Ki
Chunari Laharati Hai
Main Thaam Ke Maa Ka Palla
Chalta Hu Peechhe Peechhe
Main To Hu Kismat Wala
Rahta Chunari Ke Neeche
Mujhe God Bithake Maiya
Sar Pe Haath Firati Hai
Mere Sar Pe Mata Ki
Chunari Laharati Hai
Mere Sar Pe Jhujhan Wali Ki
Chunari Laharati Hai
Humne To Itna Jaana
Jabse Hai Hosh Sambhala
Ek Maa Ne Janam Diya Aur
Ek Maa Ne Humko Pala
Sankat Aane Se Pahle
Dadi Khud Aa Jaati Hai
Maa Khud Aa Jaati Hai
Mere Sar Pe Jhujhan Wali Ki
Chunari Laharati Ha
Nazdeek Mere Aane Se
Aafat Ghabrati Hai
Mere Sar Pe Jhujhan Wali Ki
Chunari Laharati Hai