Jo Tha Geeta Main Vajan Diya
Kaahe Vo Pura Nahi Kiya
O Kanha Ab Aa Jao
Jale Paap Ka Harshu Diya
Hua Bhakto Ka Chhalani Jiya
O Kanha Ab Aa Jao
Paise Ke Sab Meet Ban Gayi
Jhoothi Ristedari
Pyar Kahi Bhi Nazar Na Aaye
Julm Chha Gaya Bhari
Bas Maya Ka Raj Yaha
Khoya Dharma Na Jaane Kaha
O Kanha Ab Aa Jao
Hua Matlab Ka Sara Jaha
Kare Kaun Ab Insaaf Yaha
O Kanha Ab Aa Jao
Hahakar Machaye Praani Rakhawala Bus Tuhi
Aaja Aaja Tujhe Pukare Pawan Bharat Bhoomi
Jaha Tumne Janam Liya Tha
Karo Uss Dharti Par Daya
O Kanha Ab Aa Jao
Jo Tha Geeta Main Vajan Diya
Kaahe Vo Pura Nahi Kiya
O Kanha Ab Aa Jao
Pingback: Madhur best Krishna & Shyam bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com
Pingback: Hey Gopal Krishna Karu Aarti Teri Bhakti bhajans Sri Krishna bhajan Lyrics – bhakti.lyrics-in-hindi.com