O Sawre O Sawre
Meri Lad Gayi Nazariya Tose
O Baware O Saware

O Saawre O Saawre
Meri Lad Gayi Nazariya Tose
O Baaware O Saaware
Kabhi Chhat Pe Se Dekhu
Kabhi Khidki Se Jhaaku
Saare Saare Din Teri Raah Taaku
Mujhe Pata Hai Kisi Din
Ye Duniya Zaroor Hansegi
Teekhe Teekhe Ulahno Ki
Gathari Jaroor Kasegi
Tumse Juda Karne Ki Takat
Shayad Maut Mein Bhi Nahi Hai
Per Afsos Teri Berokhi
Kisi Din Nagin Banke Dasegi
Kabhi Chhat Pe Se Dekhu
Kabhi Khidki Se Jhaaku
Saare Saare Din Teri Raah Taaku
Teri Mil Jaaye Nazariya Mose
O Baware O Saware
Kya Hogaya Hai Huko
Khabar Naa pata Hai
Chingari Phooti Dil Mein
Dhua Sa Utha Hai
Tanha Hue To Tanhayi Ne Maar Dala
Thoda Sambhle To Rusvai Ne Mardala
Are Auro Se Shikayat Kya Karu Saaware
Hume To Teri Bewafai Ne Mar Dala
Kya Hogaya Hai Huko
Khabar Naa pata Hai
Chingari Phooti Dil Mein
Dhua Sa Utha Hai
Re Manua Tere Hi
Baare Mein Soche
O Baware O Saware
Satish Ko Bhi Dhanu Jaanu
Dinesh Gangwal Tumko Dil Se Bulaye
Ishq Ne Hume Benam Kar Diya Hai
Har Khushi Ne Hame Anjaan kar Diya Hai
Hum Ne To Kabhi Nahi Chaha
Ki Mohabat Ho Aapse
Aapki Ek Nazar Ne
Hume Nilaam Kar Diya Hai
Satish Ko Bhi Dhanu Jaanu
Dinesh Gangwal Tumko Dil Se Bulaye
Re Gopal Harpal Mujhko Kose
O Baware O Saware
Meri Lad Gayi Nazariya Tose
O Baware O Saware