Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala

Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala
Phaila Jyoti Ka Jag Mein Ujala
Karishma Kaisa Kar Dala
Maiya Mahima Ye Sabko Dikhayi
Parvat Se Maiya Ki Jyot Lehrayi
Maa Ka Chamatkar Sabse Nirala
Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala
Phaila Jyoti Ka Jag Mein Ujala
Karishma Kaisa Kar Dala
Abhimaani Raja Chhatra Chadaya
Uski Uphaar Ko Maa Ne Thukaraya
Sone Ka Taj Pal Mein Kar Diya Kala
Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala
Phaila Jyoti Ka Jag Mein Ujala
Karishma Kaisa Kar Dala
Kangade Wale Maa Ki Shaan Nirali
Jo Bhi Sawali Aaye Laute Naa Khali
Bhakto Ke Sankat Ko Har Dum Hai Taala
Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala
Phaila Jyoti Ka Jag Mein Ujala
Karishma Kaisa Kar Dala
Hardum Lage Yaha Bhakto Ka Tata
Man Ki Murade Yaha Har Koi Pata
Navrato Mein Laage Mela Albela
Parvat Cheer Ke Nikli Maa Jwala
Karishma Kaisa Kar Dala
Phaila Jyoti Ka Jag Mein Ujala
Karishma Kaisa Kar Dala